How To Secure Your Phone Full Explained in Hindi

How To Secure Your Phone Full Explained in Hindi

How to secure your phone Full Explained in hindi



Introduction


Kya Aapka Phone Secure Hain. Agar Aapko Lagta Hain Ki Aap Ka Phone Secure Nahi Hain. To Aap Is Article Ko Last Tak Padhiye

Is Article Main Aapko Sari Jankari Mil Jayegi Jese Ki How To Secure Phone From Virus/Hackers Jaise Ki Aap Jante Hi Honge Ki Internet Par Apni Privacy Ko Lekar Surakshit Rehna Padata Hain. Aaj Kal Kisi Na Kisi Ka Data Hack Hota Rehta Hain.


How to secure your phone Full Explained in hindi



Tips To Secure Your Android Phone


1.Stay Alert Downloading Apps From Unknown Source (Anjaan Website Se Apps Download Mat Kariye)


Agar Aapka Phone Android Hain. To Aap Hamesha Google Play Store Se Hi Download Kariye Other/Dusre Website Se Apps Download Mat Kariye. Apps Download Karte Samay 4.0 Ratings Hain To Hi Apps Downloada Kariye. 3.0 Ratings Ke Niche Wali Koi Bhi Apps Download Mat Kariye Jaise Ki 2.0 Rating 1.0 Ratings Apps Download Apps Download Karte Samay Google Play Protect Sahi Hain To Hi Apne Phone Main Apps Download Kariye. 


2. Always Stay System Updated (Hamesha System Updated Rakhiye)


Agar Aapke Phone Main System Updates Aate Hain To Aap Update Karte Rahiye Security Pach Level Bhi Updates Aate Rehte Hain. Aur Sath Hi Main System Apps / Downloaded Apps Bhi Always Updated Rakhiye Isse Aapki Security Updated Rehti Hain Aur Hacker Aasani Se Hack Nahi Kar Sakta.


3.Don't Click On Unknown Links (Kisi Bhi Links Par Click Mat Kariye)


Jaise Ki Aap Jante Hi Hain. Ki Social Media Aur Chatting Apps Main Money Earning Ke Nam Par Links Dekhne Ko Milti Rehti Hai Bina Jane Kisi Bhi Links Par Click Mat Kariye Kya Pata Jis Link Par Aap Click Kar Rahe Hain Ussper Virus Bhi Ho Sakte Hain.


4.Apps Permission (App Ko Jo Permission Jaruri Hain Wahi Permission Dijiye)


Agar Aap WhatsApp Ki Permission Dekhe To WhatsApp Aapse Ye Permission Leta Hain (Camera, Storage, Contacts, Telephone, Microphone .etc) Sidhi Si Baat Hain Whatsapp In Saari Permission Ke Bina Kam Nahi Karta. Yad Rakhiye Jis Apps Ko Jo Permission Ki Jarurat Hain Uss Permission Ko Hi Aap Allow Kariye. 


5. Android Root


Android Ko Aap Agar Root Karte Hai  To Aap Bohot Kuch Kar Sakte Hai. Jaise Ki Aap Pre Install Apps Ko Uninstall Kar Sakte Hain. Android Version Ko Change Kar Sakte Hai. Aur Bhi Bahut Kuchh Ek Taraf Plus Point Hain To Dustin Aur Negative Point Bhi Jaise Ki Aapke Phone Ki Security Pehle Jaise Nahi Rehti Security Kam Ho Jati Hain. Aur System Software Update Bhi Nahi Aate Hain. Main Aapko Yahi Recommend Karta Hu Ki Aap Ke Pass Ek Hi Phone Hain To Aap Apne Phone Ko Root Mat Kariye. 



Also Read: Apple iPhone itna tez kaise in Hindi? 


Also Read: 10 Facts About May Boener In Hindi.

Conclusion


Ab Aapko Pata Chal Gaya Hain Ki How To Secure Phone Is Article Ke Through Aapko Kafi Kuch Jankari Military Hain. Agar Aapko Article Pasand Aayi Hain. To Apne Dosto Ke Sath Is Article Ko Share Jarur Karna Agar Aapka Koi Question Hain To Aap Comments Main Puchh Sakte Hain. Agar Aapko Kisi Topic Par Article Chahiye To Aap Comments Jarur Karna.

Post a Comment

0 Comments