Update Aur Upgrade Mai Kya Antar hai

Update Aur Upgrade Mai Kya Antar hai
Update Aur Upgrade Mai Kya Antar hai

Dosto Aaj ham Update Aur Upgrade Mai Kya Antar hai ye Sab details Mai Janenge dosto Jyadatar log naye hote hai Jo Unko Nahi pata hota ki Update VS Upgrade Mai Kya different hai Kuch logo ko pata hai iska matlab lekin jyadatar logo ko nahi pata hai Kuch log in dono ko ek hee samajte hai Aur Kuch logo ko pata hai ki in dono mai kya antar hai agar Aapko Update Aur Upgrade Mai Kya different hai nahi pata to Aapko is Article ko last tak padhna hoga Aapke saare doubt clear ho jayenge.



Update Aur Upgrade Mai Kya Antar hai


1. sabse pahle ham Update Kya hai ye janenge

2. baad mai ham Upgrade Kya hai ye janenge

3. Update Aur Upgrade Mai Kya Antar hai Jan ne Ke baad Aapko bahut Aasani Se samaj mai Aa jayga ki in dono mai kya Antar hai.

Update Aur Upgrade Mai Kya Antar hai
Update Ka Matlab Kya hota hai

1. Update Ka Matlab Kya hota hai


dosto Jabbhi ham koi bhi App ko download karte hai download karne Ke baad Kuch months mai play stor Se notifications Aate hai ki App ko Update kariye to dosto ham Jo bhi App ko download kiye hai us App ko ham Update is liye karte hai kyu ki hame Apps mai naye features milte hai Apps ki performance Achi rahti hai Jo bhi problem hame us App mai pahle Aati thi Update Karne Ke baad Jo bhi problem Apps mai Aati thi vaisi koi bhi problem nahi Aati hai Jabbhi ham App ko Update karte hai to App ka look Ekdam change ho jata hai Aur pahle Se jyada App better work Karta hai pahle Se jyada App Aur bhi Secure rahta hai Aapne Jo bhi App play stor Se download kiya hai Kuch months mai notification Aati hai ki App ko Update kariye Agar Aap notification par click karte hai to Jo App Aapne download kiya tha download ki button par Aapko Update likha hua dikhai deta hai is hee ko Update kaha jata hai to dosto Apps ko Update Karna bahut hee Aasan hai.

Update Aur Upgrade Mai Kya Antar hai
Upgrade Kya hota hai


2. Upgrade Kya hota hai


ham sabhi log smartphone use karte hai smartphone mai lollipop, Marshmallow, Nought, Oreo, Pie hote hai Maan lijiye Aapke phone mai Marshmallow hai Agar Aapko Android Latest Version Chahiye to Aapko Aapke phone ko Upgrade karna padega dosto Upgrade karne par Aapke phone ka System change ho jata hai chahe phone mai ho ya feer Computer mai Example: Agar Aap Windows 8 Use Kar rage ho Agar Aap Chahte ho ki Windows 10 use kare to Aapko Apne Computer ko Upgrade karna hoga.



Ab Aapko pata chal gaya hai ki Update kya hai Aur Upgrade kya hai is Se Aap Samaj gaye hinge ki "Update Aur Upgrade Mai Kya Antar hai" Agar Aapka is Article Ke related koi bhi sawaal hai to Aap niche Comments Kar sakte hai Agar Aapko kisi Topic par Article chahiye to Aap comments Kar sakte hai Agar Aapko ye Article pasand Aaya hai to Apne dosto Ke saath ye Article jaroor share kariye Aapne Abhi tak "Tech Revant" ko subscribe nahi kiya hai to Abhi subscribe kar lijiye kyu ki ham ishi tarha ke article Aapke liye laate rahte hai.

Post a Comment

0 Comments