Mobile phone heat kyu hota hai Kaise Apne mobile ko heat hone Se Bachay

Bahut Saare User Ke phone main ( mobile heating problem ) Aati hai Aise main Aapko Nahi patta hota Ki Aapka smartphone Kyu heat hota hai  Yani Ki Garam hone Lagta hai

Mobile phone heat kyu hota hai Kaise Apne mobile ko heat hone Se Bachay
Mobile phone heat kyu hota hai Kaise Apne mobile ko heat hone Se Bachay

Aakhir Kya Karan hai Jisse Aapka phone Garam hone Lagta hai Our Kaise hamm Apne phone ko Garam hone Se Bacha Sakte hai Chaliye ham Jan Lete hai Ki hamara smartphone heat ( mobile phone heating problem ) Kyu Karta hai mobile phone Garam hone ke 4 Kaaran Aaj ham Jannenge Or ye Bhi Jannenge Ki ham Apne smartphone Ko Garam hone Se Kaise Bachaye

Mobile phone heat (mobile heating problem) Kyu Karta hai

1. Games khelna : Agar Aap Lagatar Ghanto tak Android mobile main Game khelte hai to Aapke phone Ka ram Graphic card Our processor Our Bhi Bahut Saari Chijo ko 1 saat high speed pe Kam Karna padta hai isee Vajha Se Aapka mobile phone Garam hone lagta hai

2. Background Apps : Aaj kal har koi Apne smartphone main multitasking Karta hai Aise main mobile Apps Jo Aap Apne smartphone main use karte hai  Vo Background main on rahte hai Aapke smartphone Ki Battery use karte hai iski Vajah Se Aapka smartphone heat hone Lagta hai Aapne Dekha hoga Ki Saare Apps background main Aapke internet connection Ko use karte hai Saare mobile Apps 1 saat Aapke internet connection Ko use karenge to Aise main Aapka phone heat hoga background Apps Bhi mobile heating problem Ka Karna hai

3. internet : internet Jo Aap Apne smartphone main Use Karte hai Agar Aap Apne smartphone main Aisa network use kar rahe hai Jo ki Bahut Jyada Battery khata hai Our internet connection Speed Bahut Slow hai to Aise main Aapka mobile phone heat hone Lagta hai Aapne Dekha hoga Ki Jab Aap Apne mobile phone ko Bina internet connection Ke Use Karte hai to phone heat nahi hota hai Aise main internet Aapka mobile phone heat hone Ka Kaaran Ban Sakta hai

4. Smartphone Brightness : mobile phone heat hone Ka Aakhri  Kaaran Jyadatar User Apne phone main Brightness ko Jyada Karke rakhte hai iski Vajah Se Aapke phone Ki Battery Jaldi  khatam ho jati hai Or Jaldi Battery Khatam ho jati hai Aise main Aapka phone heat hone main Lagta hai to ye Bhi Bada Kaaran hai Aapka phone heat hone Ka

Mobile phone heating problem Se Kaise Bache Yani ki phone garam hone par kya kare

1. Phone ko Dhup Se Dur rakhe : Agar Aap Apne phone ko Dhup main Use Karte hai to Aapka phone Bahut Jyada Garam hone Lagta hai Koshish Kijiye ki Aap Apne Phone ko Kam Se Kam Dhup main Use Kare

2. Phone heat hone par Aap Apne phone ko Switch of Kare : Agar Aap Apne phone ko use karte vakt phone Bahut heat hone Lage to Aap Apne phone ko Switch of Kardijiye Or phone Se Battery nikaal Lijiye isse Aapke phone Ke battery Ka normal Temperature hojayga

3. Phone main Jyada der tak Games Naa khele : Agar Aap Apne Phone main Lagatar Games Khelte hai to Aise main Graphic card , processor , ram , internet , 1 Saath Use hote hai isse phone main heating problem ho Jata hai Aapka phone Garam hone Lagta hai to Jyadader Game ko Naa khele thoda Gap leke Game ko khel Sakte hai Aapka phone heat Nahi hoga

4. Mobile Ki Brightness Kam Kardijiye : Jyada Brightness rakhne Se Aapke phone Ki Battery Jaldi khatam hoti hai iski Vajah Se phone heat hone lagta hai


Ab Aapko Pata Chal Gaya hai Ki Kis tarha Se Aap Apne mobile phone ko heat ( mobile heating problem ) hone Se Bacha Sakte hai
Agar Aapka is Article Ke realated Koi Bhi Sawaal hai to Aap Niche Comments Kar Sakte hai Agar Aapne Abhi tak is Article Ko Apne Dosto Ke Saath Share Nahi Kia hai to ye Article Apne Dosto Ke Saath Share Kijiye Agar Aap Kisi Topic par Article Chahte hai to Aap Comments Kijiye ham uss Topic par Jaroor Article Likhenge tab tak "Tech Revant" Ke saath bane rahiye




Post a Comment

0 Comments