![]() |
Top 10 Most Popular Search Engines in India |
Aa ham Top Most Popular Search Engines in India Ke Baarein Mai Janenge Ki Konse Jo Most Popular Search Engines hai Jo india Mai Log use Karte hai dosto Google hee Ek Aisa lota Search engine Nahi Jo Ki Log Google Par hee Search Karte hai Google Ki Tarha 10 Aise Best Search Engine Ke Barein Mai ham Aaj Janenge.
Top 10 Most Popular Search Engines in India
1. Google Search Engine
![]() |
Google Search Engine |
Dosto Google Ek Aisa Search Engine hai Jo Ki Most Popular Search engine hai Aur Google Par Monthly 1,600,000,000. Se Bhi Jya Visiters Aate hai Aur Google 4 September 1998 Ko Aaya tha Google Ko 20 years ho Chuke hai Shayad hee Aisa Koi Aadmi hoga Jo India Mai smartphone use Karta hai Aur us Aadmi Ko Google Nahi pata ho Aisa ho hee Nahi Sakta Google India Mai Most Popular Search Engine hai.
2. Bing Search Engine
![]() |
Bing Search Engine |
Bing Microsoft Ka hai Aur Bing Bhi Bahut Popular hai India Mai Alexa Par Bing Search Engine Ki global rank 43 Aur Chine Mai Bing Ki rank 32 hai Bing Search Engine Ko Marketshare report August 2018 Ke According World Mai 7.76â„… Log Search Karte hai.
3. Yahoo! Search Engine
![]() |
Yahoo! Search Engine |
Also Read : Call Barring Kya hai Kaise use Kare in hindi
4. Baidu Search Engine
Baidu Search Engine Ko Aaye huye 18 years ho chuke hai Baidu Search Engine 1 January 2000 Ko Aaya tha is Search Engine par Aap images, Audio, Websites, files Search Kar Sakte hai Baidu Chines Based Search Engine hai Alexa par global rank 04 hai Aur China Mai 01 hai.
5. Yandex Search Engine
![]() |
Yandex Search Engine |
Yandex Search Engine 2000 Ko Launched hua tha Aur Yandex Ko Launched huye 18 years ho chuke hai Yandex Russia Mai Jyada use Kiye Jane Wala Search Engine hai Aur Yandex Russian internet company hai iski Service Online Translator, Yandex map, Yandex music Aur bhi bahut kuchh hai Yandex Search Engine Mai Videos and images Search Kar Sakte hai Aur free Email Service provide Karta hai Alexa global rank 23 Aur Russia Mai 3 rank hai.
6. Ask.com Search Engine
![]() |
Ask Search Engine |
Ask.com June 1996 Mai Launched hua tha Ask.com Ko 22 years ho chuke hai Ask.com Ka Name Pahle Ask Jeeves tha ishi Name Se Pahle Jana Jata tha Ask.com Ka Question and Answer community hai Jaha Aap Apne Question and Answer puchh sakte hai Ask.com Search Ke Mamle Mai Kuchh Achcha Nahi hai Compare to Google, Bing, Yahoo!.
7. DuckDuckGo Search Engine
![]() |
DuckDuckGo Search Engine |
Also Read : Mobile phone heat kyu hota hai Kaise Apne mobile ko heat hone Se Bachay
8. Naver Search Engine
Naver Search Engine South Korea Based Search Engine hai Aur Naver 1999 Mai Launched hua tha Naver Ki global Alexa rank 72 hai Aur South Korea Mai rank 01 par hai.
9. Dogpile Search Engine
![]() |
Dogpile Search Engine |
Dogpile Ki global Alexa rank 7061 Aur us Mai 4841 hai Dogpile 1995 Mai Launched hua tha Dogpile Google, Yahoo!, Aur Dusre Search Engine Se data fetch Kar result show Karta hai.
10. Lycos Search Engine
![]() |
Lycos Search Engine |
Lycos Ek popular Search Engine hai Lycos 1995 Mai Launched hua tha Lycos Ko Aaye huye 23 years ho chuke hai Lycos Ke Founders : Bob Davis, Michael Loren Mouldin hai
Also Read : how to remove your system is heavily damaged by four virus in hindi
Also Read : Email Aur Gmail Me Kya Antar hai in hindi
to dosto Aapko pata chal gaya hai Ki "Top 10 Most Popular Search Engines in India" Agar Aapka is Article Ke related Koi Sawaal hai to Aap Comments Kar Sakte hai Agar Aapko ye Article pasand Aaya hai to Apne dosto Ke Saath Jaroor Share Kariye Agar Aapne Abhi Tak TechRevant Ko Subscribe Nahi Kiya hai to Sabscribe karlijiye Kyu ki ham ishi tarha ke Article Aapke Like late rahte hai.
0 Comments