Email Aur Gmail Me Kya Antar hai in hindi

Email Aur Gmail Me Kya Antar hai in hindi

Dosto Email Bhejna Aaj Kal Aam Baat ho Chuki Aaj kal Email har koi bhejta hai chyahe baatein karne ke liye ho ya feer Businesses ke liye kyu na ho Email Se Documents bhi bhejte hai Email Bhejna bahut hi Jaroori ho chuka hai Likin Jyadatar Naye Logo ko nahi pata Agar Aap naye Logo ko Puchhenge Ki Email Aur Gmail Me Kya Antar hai to Jyadatar Log Confuse ho Jate hai ki in dono mai kya difference hai to chaliye ham details mai jyan lete hai email vs gmail in dono mai kya difference hai to ye sab jyanne Ke liye Aapko is article ko last tak padhna hoga.


Email Aur Gmail Me Kya Antar hai in hindi

"Email Aur Gmail Me Kya Antar hai" (difference between email and gmail in hindi)


Sabse Pahle ham Email ko Samjenge Ki Email kya hai Email Ka full form Kya hai Email Kya Kaam Karta hai Email Ko Samaj Ne Ke Baad ham details Mai Samjenge Ki Gmail kya hai kis kaam Aata hai Gmail Kya Kaam Karta hai to ye Sab Samaj Mai Aane Ke baad Aapko pata chaljayega ki in dono Mai kya difference hai.

Also Read: Call barring Kya hai Kaise use Kare in hindi

Also Read : Mobile phone heat kyu hota hai Kaise Apne mobile ko heat hone Se Bachay

Email Kya hai (What is Email in hindi)


to dosto Email ka full form (Electronic Mail) hai ye Ek process yani ki prakriya hai jiske dwara Aap internet ki madat Se Kisi ko bhi khat likh Kar bhejte hai is process ko ham Email kahte hai Aasan bhasha mai kaaha jaye to Aap Jo bhi khat likhte ho aur Aap Aapke dosto ko ya feer Apne family member ko  khat bhejte ho usko mail kahte hai.

Gmail Kya hai (What is Gmail in hindi)


Gmail Ek Google Service hai Jo Ki Google dwara Banaya Gaya hai Aur free Bhi hai iska istema Aap Kisi Ko bhi Mail Bhejne Ke Liye use Kar Sakte hai iska Matlab ye hai Ki Agar Aapko Kisi Aur Ko Email Bhejna hoto  uske liye Aapke pas Ek Service hona Chahiye Jiski Madat Se Aap Email Bhej Sakte hai gmail Ek Aisi Service hai Jo Aapke Khat Ko Ek Jagha Se dusri Jagha pahuchata hai to Khat Ko Ek Jagha Se Dusri Jagha pahuchana Gmail Ka Kaam hai.

Also Read : Top 10 Most Popular Search Engines in India

Also Read : how to remove your system is heavily damaged by four virus in hindi

Ab Aapko Pata Chal Gaya hai Ki Email Aur Gmail Me Kya Antar hai to dosto Agar Aapka is Article Ke related Koi Bhi Sawaal hai to Aap Niche Comments Kar Sakte hai Agar Aapko Kisi Aur Topic Par Article Chahiye to Aap Comments Kar Sakte hai ham us Topic Par Article Jaroor Likhenge Agar Aapko ishi Tarha Ke Articles Chahiye to Tech Revant Ko Subscribe Karna Mat Bhuliye.

Post a Comment

0 Comments